dear sir mujahy hard disk kay baray main zara detail main batain kay is main pehlay to bad sectors kaisay aatay hain aur phir in ko khatam kaisay kiya jata hai agar aap mujhay hard disk kay baray main yeh maslay bata dain to aap ki bohat meharbani ho gi.
thnx.