Results 1 to 4 of 4

Thread: Asbaaq-e-Quran (Namaaz mein baar baar parhi jaane waali 17 suraton ka majmu’a)

  1. #1
    Muslimbr is offline Senior Member+
    Last Online
    9th January 2023 @ 10:53 AM
    Join Date
    16 Dec 2012
    Gender
    Male
    Posts
    438
    Threads
    31
    Credits
    1,289
    Thanked
    20

    Default Asbaaq-e-Quran (Namaaz mein baar baar parhi jaane waali 17 suraton ka majmu’a)

    Bislmillahir Rahmaanir Raheem
    As-Salaamu 'Alaikum wa Rahmatullaahi wa Barakaatuhu
    Hum Allaah ki taufeeq se rozana panj waqta namaaz ada karte hain, aur hum har rakaat mein surah Fatiha ke baad koi na koi surah parhte hain. Zindagi guzar jaati hai namaaz mein un suraton ko parhte parhte, lekin hum mein se aksar log un suraton ke maane nahin jaante. hamaare kai masaail ke hal un suraton mein hain, lekin maane na jaanne ki wajah se hum un se faidah ut'ha nahin paate. To isi fikr se ek majmu’a tayaar kiya gaya hai jismein Namaaz mein baar baar parhi jaane waali 17 suraton ke maane wa mafhoom bayaan kiye gaye hain. Yeh majmu'a bachche, bade sab ke liye mufeed hai, in shaa Allaah. Urdu school aur madaris aur summer course mein is majmu'a ko nisaab mein daakhil kar sakte hain. Isko aap www.cris.co.nf se download kar sakte hain. Is par yahan comment box mein aap apni rai dein. aur facebook aur whatsapp mein is post ko share karein. Allaah aapko jaaza-e-khair de.
    WAs-Salaamu 'Alaikum wa Rahmatullaahi

  2. #2
    Muslimbr is offline Senior Member+
    Last Online
    9th January 2023 @ 10:53 AM
    Join Date
    16 Dec 2012
    Gender
    Male
    Posts
    438
    Threads
    31
    Credits
    1,289
    Thanked
    20

    Default

    Is post ko parhne waale sabhi hazraat ka shukr adaa karta hun.

  3. #3
    Muslimbr is offline Senior Member+
    Last Online
    9th January 2023 @ 10:53 AM
    Join Date
    16 Dec 2012
    Gender
    Male
    Posts
    438
    Threads
    31
    Credits
    1,289
    Thanked
    20

    Default

    shukriya bhai is post ko pasand karne ke liye

  4. #4
    Muslimbr is offline Senior Member+
    Last Online
    9th January 2023 @ 10:53 AM
    Join Date
    16 Dec 2012
    Gender
    Male
    Posts
    438
    Threads
    31
    Credits
    1,289
    Thanked
    20

    Default

    shukriya bhai is post ko pasand karne ke liye

Similar Threads

  1. Woh Kyon Gayi Door Mujhse Ke Dil Baar Baar Ye Kehta Hai..
    By Nasirgujjar in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 14
    Last Post: 19th June 2022, 05:16 AM
  2. Replies: 4
    Last Post: 19th September 2016, 08:54 PM
  3. Solved Meri Window baar baar corrupt ho jati he
    By Doctor_rana in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 7
    Last Post: 1st January 2011, 03:03 PM
  4. baar baar apni simat bulata hai koi.. aaaj bhi
    By RAJA RASHID in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 11th June 2010, 07:17 AM

Tags for this Thread

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •