AoA
dostoo mera pass lumia 530 mobile ha is ma aik masla ha battry ka
jab ma is ko charge karta hun to 40% tak charge hota ha phr 1mint ma 100% charge ho jata
jab ma is ko istmaal karta hun batry 60 % par ati ha to mobile bnd ho jata ha
yani 40 parc battry use hoti ha
charge 40 % hona ka bad 100 % ho jata ha phr mobile charge nai hota or battry bi bht jald khatam kar deta ha bina use kiya
mena is ki battry bi new dilwai ha phr bi same problem ha
Bookmarks