mai is thread mai kuch sawalaat poochna chahata hon.............mai misal se shuru karta hon..........jaise hamare mulk pakistan mai 100 se 200 tak tv channels hai ..........aur ap ne dekha hoga k ziyada tar tv channels ne apni official website mai live streaming di hoe hai...............tu mai ye jaan na chahata hon k ye kaise mumkin hota hai(online tv internet per).............jaise misal k tor per geo ne apni official website per geo k channels ki online streaming rakhi hoi hai ta k dunya bhar se log geo k channels ko dekh sakai,,,,,,,,,,,,,,,,,,tu ye kaise mumkin hota hai,,,,,,,,,matlab k tv screen mai pictures aur audio ko online streaming ki shakal kaise dete hai.....kia koi device ka istimal karte hai ya kia karte hai.......mujhe umeed hai ap mere sawal ko samajh rahe hon g,,,,,,,,,,,,,,,,,,,agar kuch aur poochna hai tu mai bataon ga....plz tafseel se batana..............k kiss technology ka use hota hai aur kia kia devices istimal hoti hai............plz concepts clear karna...................mai uljhan mai hon kaafi..............Aur ye bhi k itne saare log online internet tv se mustafeed hote hai tu ye kaise mumkin hota hai..................sirf theoritical andaz mai nahi balke pora practical andaz mai batana........................... Plz koi expert uljhan suljha de meri