Maine to ek hi baat learn ke ha k hum kuch nahi kar sakte bina hard work k. Agar hume waqai successful ban na ha to phir hard work zaroori ha. Agar koi banda free k chakar mai jai ga to ise kuch nahi milne wala. To is hi lia ya boht zaroori ha k hum serious cheze karein na k FREE FREE k chakar mai jain.