Ujray howey logon se gurezan na howa kar

halaat ki qabron per katbay bhi parha kar

Har waqt ka hansna tujhe barbad na kar de

tanhai ke lamhon main kabhi ro bhi leya kar


Anas