sallam doston mery sath masla ye hai ka main jab koi file copy ya move karta hoon to pc hang ho jata hai aur window task manager disable ho jata hai 2 bar c dirve farmat kar choka hon ye soch k ye koi virus ho ga par thori dar k bad phar ye masla hone lagta hai to mary piyary bhaio koi hal bataio yaar Allah ap ko apni panah main rakhy
Bookmarks