asslam o alikum kasy hai sab dost umed hai khuda k karm sy sab theak ho gay ap sab sa ak help ki zarort hai
mary id card pa mara name muhammad nawaz hai lkin ab 2nd year ki sant i hai mari uspa name galti sa nawaz ali likha gya hai toh koi bta dy ga eska triqa qaar kai hoga