Mola Ali a. s k pass ek admi aaya or kaha
Mola meri ek bivi Jise talaq hone k bad mn use bohoth yad karta hon us k sath dobara zindagi shoro karna chahta hon kia mujhy pata Chal sakta hai k jitna mn ose yaad karta hn Woh bhi mujhay yaad karti hai ya ni
To mola Ali a.s ne muskura kar Javab diya
K Asi koi preshani ni jiss ka koi hall Quran mn na ho
Raat ko sone se pahle sorat rahman or yaseen parh kr dua mange k Aye Khuda Jise mn yaad karta hn ya karti hn kia Woh mujhay bhi isi trah se yaad karta hai or ni bhi karta to mujhy khuab mn sab nazar aa jaiy
Or khuab mn har tarf tanahai or andhera nazar aaiy to woh apko yad karta ya yad karti ni hogi
Or agar khuab mn sabza roshni wagherah nazar aaiy to woh apko utna hi yad karte ya karti hongi
Koi lafzo mn galti hogai ho to sorry
Isi dua k sath k Khuda ap sabko shad o aabad rakhy mn leti hn ijazt fi amanillah
Bookmarks