Assalam o alaikum aj mai apko batayo ga k windows script host access kya hai?aur isko enable karna ka asaan tareen tareeqa kya hai?

WINDOWS SCRIPT HOST ACCESS KYA HAI?

windows script hosts access darsal
computer ka option hai jo kuch files aur softwares ko open karna k lyay zarori hota hai agr hum isko on na kra to wo files or
softwares eror show karti hai aur is option ko on karna k lya kehti hai aur hma in files ya softwares ko open karna k lya isko on
karna parta hai to chalya hm isko on karna ka tareeka seekhata hai.

ENABLE WINDOWS SCRIPT HOST ACCESS USING SAMADAV ANITVIIRUS.

(1)Uninstall smadav Antivirus agr apna pehla install kya hai to.
(2)phr install kra smadav antivirus ko.
(3)jb ap smadav antivirus ko install kra ga to to neecha task bar mai choota sa smad ka green color ka icon bana ga.
(5)us green smad icon par right
click kra
(6)jaisa hi ap right click kra ga
option ajaya ga k ap windows script host access ko forever enable karna chahta hai yaani humaisha k lya ya sirf thora arsa k lya apna allow windows script host access forever par click karna hai.
(7)windows script host access enable hogayo hai.
Agr apko samjh nhi ayi to comment mai pooch la mujhsa

mazeed amali toor par daikhna k lya ap is sara method ko vedio sa samjh sakta hai vedio daikhna k lya is link pr click kra

https://m.youtube.com/watch?v=51kKYW...le&gl=PK&hl=en