A O A
ho Bhi state life k matalk janta ha wo plz mari help kar dy
Mary Abu ny bima police ki thi wo her year 6300 k kareeb pasy daty thy ab unka antikal ho gya ha (pashly mah) unho ny 13 year tk kist ada ki ha unki policy 20 year ki thi
ab ham ko kitny pasy mily Gy aur is ka trika kar b bta do kya karna pry ga plz
Bookmarks