Assalam o Alaikom

main online kaam shoro kar rha hn Email marketing ka lekin es k barain main koch kha ideas nahi hai..
Email main kya likha jatha hai.. kin alfazon main likha jatha hai... or haan main jo marketing shoro kar rha hn wo glove export k hawaly se hai...
Kindly koe hai expert yahana jo mujy guide karsaky

Thank you

W/salam