A.o.A
Umeed hai ky ap log sub kheriyat sy hongy mera naam Rana Shehroze Ahmed Khan hai Allah pak sy dua hai ky humara ye IT ki duniya ka safar acha guzray . Aur aj mere is safar ka phela din hai