doston mery pas hp pc hai aur window7 user hon par main ek movie download karna chahta hon jis ka name the dark knight 2008 hai aur hindi dubbing download karna chahta hon par kar ni pa raha hon ye koi window ka masla hai ya phir site ka is ki samjh ni aa rahi hai mujhy doston aur agar site ka masla hai to koi dost mujhy is movie ka download link day sakta hai jo 480p ki ho aur pc par downloading site bhi mil jay to ap ki mehibani hogi umeed hai pehly ki tarha is baar bhi itd kay tamaam expart's meri halp karain gay
thank you!