wha yar yee tu kaml ho gia such much.
Teacher ki tu zarorat hi nahi hai.
I like it very much.
thanks IT Dunya.
wha yar yee tu kaml ho gia such much.
Teacher ki tu zarorat hi nahi hai.
I like it very much.
thanks IT Dunya.
Thanks IT DUNYA
JANN LEVA BAHI BOHAT ACHEY KEEP IT UP
yar koi new technology ka tutorial dia kro..ye win 98 say ab kon partition banay ga???????????plz update your self
janab kia hum dim say bee partition kar saktay hain ess ka tareka batian dain ak lecture ess par b ho jay or windo 98 b karna sekha
nice
i knows already making with fdisk.
Excellent Work..
yess great work thanks
Dear u r not updated person about 98. Ya sab say basic aur strong cheez hain 98 say partation kar nay bohat maslay hal ho ja tay hai jo dosaray tareekay say nahi hotay. abi aap kaaam karay ya waqat a nay par pata chalay ga.
hum aaj bi apanay server ki partation 98 say kartay hain.
regards,
shahzad
Dear,
main masal say wazahat karta hoo. agar aap char bhai hain aur aap kay pass aik ghar(house) hina aur aap walad sb(Abu) aap logo main us ko takseem (partation) karday tay hain. tu is say aap logo ko barabar heesa mill ja ta hain is ko partation kahtay hain. baad main aap loog construstion apni marzi say kartay hain. is file system kahtay hain. (Fat32 ya ntfs etc....)
agar koi bi partation ko deeply samjna chata hiain to wo surat- nisa para.
Note:- jab hum partation kartay hain tu us waqat koi file system nahi hoota. ya us waqat decide kartay hain jab hum window install kartaty hain.
regards,
shahzad
masal par goor karay.
jis tara hum phalay aata goondtay hain aur baad main decide karatay hain is say rooti banani hain ya paratha. bilkul isi tara phalay partation kartay hina aur baad main hum jab us ko farmat kartay hain to pher decide kartay hain fat32 karni hain ntfs.
regards,
shahzad
Bookmarks