serat ha tari aala soorat ha tari aala
tary aanay say jahan main har su huwa ujala
thaa shirk har jaga pay aanay say tayry pahly
bahtkayh hwovon ka nikla tu he raah dikhanay valla
ham jaysa bhla kaysay hoo sakta ha muhammad(saw)
jis pay khuda nay sari duniya ka bohj dala
pahlay bhi anmbia kia kam aayy tahy jahan mian
deenay khuda koo laykin too nay sahi sambhala
rahbar milla ha aysa kis koo jahan main loogo
uummat ki voh ro ro kah bakhshish karanay vala