kya koi meri help kar sakta hai plz...
Asal main brothers mujhe windows format kani aati hai par samaj nahin aati ke jab main window format kar leta hoon tab toh theek chalti hai par uske 2 din baad jab main pictures ko ya mp4 player ko open karta hoon toh DLL ka error aa jata hai aur mera computer slow ho jata hai .. aur ye prog bhi open nahin hote..plz help
Name:  Grab2.bmp
Views: 36
Size:  117.6 KB