Salaam to all. kia koi bhai ye bata sakta he k hum lock folder ka password kis tarah pata laga saktay hain? main apna password bhoul gaya hon kia koi aisa tareeka he k main windows kiye baghair he password reset ya jaan sakoun? plz help me. thanx in advance
Bookmarks