Aslam o alikum..
umeed karta hon ap sab log khairiat se hon ge.. main aj ap k liay 1 bahut hi zabardast software laya hon .
kya hai na aj kal din rat mobil packages hain aur waise tu hum baten kartay nahi thaktay par kabhi kabhi aisa hota hai k baten kum par jati hain aur soch mein par jatay hain k kya bat karen...
array bhai kyun hotay hain bore chalaen songs aur dedicate karen songs apne pyaron ko aur enjoy karen...
call b kartay rahen music b chalta rahay aur feelings b share ho jaen tu kya hi bat hai...
file attach kar raha hon karen download aur install karen s60 par aur enjoy karen i hope aap ko bahut acha lagay ga...
passand aay tu apni ray ka izhar zaroor kijiay ga thanks
Bookmarks