Agar aap main se kisi ne IE 8.0 install kya hai, to plz apna experience share karain. ke IE8.0 kaisa ja raha hai.

main ne suna hai, ke ye thik nahi, kya aap bata sakte ho, ke ye kaisa hai?
koi prob to nahi kar raha???