Assalamualaikum!
A very nice speech by Allah Ahsaan Ilahi Zaheer Shaheed(RA)
Read it.
Jazakallah.
Assalamualaikum!
A very nice speech by Allah Ahsaan Ilahi Zaheer Shaheed(RA)
Read it.
Jazakallah.
mashallah bhai ap ka post ki hoi sapeech parhi jo k ibtasam sahab na ki mashallah se bohat suna ha un k bare me un hoo na achi koshish kari firka wariyaat ko khatam karne ki achi baat ha ye .....
un hoo na apni taqreer ma kaha k " sideeq k zamane ma farooq k zamane ma zu nooreen k zamane ma ALI hader k zamane ma islam isi liye nafiz ho gaya k in bazorgoon k han har baat ko sacha kehne ka riwaaj nahi tha danke ki choot par kehte the k tum ne ye baat ki tumhari baat sunat k khilaaf ha ma nahi manta "
un kii ye batain sun k mere dimaag ma ye khayal aya k agar ye such ha k log is waja se baat ko man ne se inkaar kar dete the k ye sunat k khilaaf ha ya ye galat he to un hi loogoon ne hazrat umar (RA) ki 20 taraviyoon wali baat kis tarha maan li agar ap muje ye baat samjha dain to bohat hi mehrbani ho gi
Taraveeh ke bare mai bohat lambi behas Shikary bhai, Doctor shaib aur IbnAbi sadiq bahi ke darmayan ho chukee hay. Aap us thread main ja kar parh saktay hain. Umeed hay k aap ko jawab mil jaye ga.
Assalamualaikum
mashallah.
jazak Allah..
Jazak Allah wa Khair for the very nice share....Agar koi ya speech hee sachay dill say parh lay to uss ko andaza ho jay gaaa k ham Muslims k darmian tafarqa ka kia sabab hay aur iss ko kaisay khatm kia ja sakta hay..Allah aap ko jaza-e-khair ata farmain . Ameen
edited
@ninja bhai
ma na wo parh liya ah us ma Hazrat Umar (RA) k kaam ko galat sabit karne ki koshish ki gayi ha
@shikary bhai
wese aik baat kahoon bura mat maniye ga aap ke signatures se zayda koi cheez tafarqa nahi phela rahi
Bookmarks