umid karta hon aap sab sab khairyet sai hongai .
main aap sab se aik rae laina chata hon who yeh hai k main Malaysia jana chata hon work permit per 3 years k visa k sath mujai aik travel agency walai ne kaha hai k main aap ko bhaij donga contrat visa per 3 saal k liyai 250000 main garments company ki zariya woh rihaesh khud dengai aur khana pina bhi un ka aur jis main salery hogi 35000 per month mager hamain doubt hai k yeh frad na ho jis se hamarai sari rakem zaya hojae ab bataen aap kya sohtain yeh frad hai ya sahi aur mujai aapni rae dain k mujai kis ravel ageny k zaryai jana chayai plzzzzz rae zaroor dena ......