jee kia hall hain ...i hope that u r fine ....
kia koi detail k sath batay ga k usb main window xp kar k us'say bootable kaisay banaya jay takay DOS main is usb k zariya show kar k win install kar sakoon asal main meray laptop ka cd rom kharaab hai or us k saath sahi or cd-rom nahi mil rha to meray paaas 1GB usb flash hai to main nay socha k it members sy rajooh kar k yeh prob solve kar loon ...ap mujhe sirf yeh batain k usb main win xp ko kaisay dala jay or us'say bootable kaisay banaya jay ta k DOS main woh show ho sakay or is tareekay sy win ho sakay ...or meray khiyaal main meray pc k DOS main usb ka option hai he nahi aghar yeh option na ho to usb ka kon sa option ay ga ...plz koi detail k sath batain k is ka solution kia hai ....main 1st time yeh tareeqa karoon ga
or is sub k liya agar kisi software ki zaroorat hai to kon sa hai or kis jaga milay ga ..plz....
i m really thanks dear members
Bookmarks