experts bahioon kia iss trah mumkin hai k hum win rar k uncompleted files ko extract kar sakain. ya uss may mojod data ko access kar sakain.
misal k tor per may nay koi win rar file download ki hai jo aik say ziada parts main hai or puray parts download nahi keyaa to kia wo parts jo may nay download keyaa hain wo extract ho saktay hain k nahi. ya un parts may mojod data ko access kar sakta hon k nahi. normaly to asa mumkin nahi hay. agar kisi software k zaryaa ho sakta hay to please uss software ka naam bata dein.

THANKS ALL IT DUNYA MEMBERS