yah mut sooch teri ruswai ne aaj rula daya faraz.
ek shakhs ne puch tha bus meri muhabat k bare main.
.................................................. ...................................
mat kar itna phoolon se piyar faraz.
koin k phoolon ka aashyan kanto mai hota hai.
.................................................. ...................................
dar hai k kahin meri aankhain mujh se uljh na pare.
faraz
kah ek din mujh se keh de hum se ub roya nahi jata.
.................................................. ...................................
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.
use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..
.................................................. ...................................
wo tu kehta tha k usse bohat si duaen yaad hain...
faraz
kiya bichhar kr phir phir se milne ki dua,usse yaad nahi,
.................................................. ...................................
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...
.................................................. ...................................
BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla.

Bookmarks