Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Mere Humsafar Tujay kya Howa..

  1. #1
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Mere Humsafar Tujay kya Howa..

    muje Main

    Her Ahat Per Chonk Jane Ki Aadat Nahin Rahi Muj Main
    Kisi Se Chahe Jane Ki Chaht Nhain Rahi Muje Main

    Behti Jin Ankhon Se Ashkon Ki Nadiyan
    Ab Aik Ansu Aur Bahane Ki Himat Nahin Rahi Muj Main

    Jalti Thi Afftab Ki Tapish Bhi Jin Jazbat Se
    Pehle Jaise Jazbat Ki Hidat Nahin Rahi Muj Main

    Sameta Tha Jis Dill Main Awazon Ka Tufaan
    Ab Kisi Patte Ki Sasarhat Bhi Nahin Rahi Muj Main

    Jiya Kaise Ghaiyal Kiya Aye Be Wafe Tu Ne
    Wo Pehle Si Ab Shokh Muskarahat Nahin Rahi Muj Main Jiya Ali

  2. #2
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Jana Bohut Zidi Houn Kaise Sambhal Pao Ge
    Ik Dafa Dill Main A Ker Wapis Na Ja Pao Ge

    Jana Bohut Zidi Houn Kaise Sambhal Pao

    Main Houn Ik Mushkil Sawal Kaise Samagh Pao Ge

    Jana Bohut Zidi Houn Kaise Sambhal Pao Ge

    Meri Yadon Ko Apne Dill Se Kaise Nikal Pao Ge

    Jana Bohut Zidi Houn Kaise Sambhal Pao

    Ik Be Qarar Dill Se Kaise Qarar Pao Ge

    Jana Bohut Zidi Houn Kaise Sambhal Pao

  3. #3
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    MUJE TU SEY MUHABAT HAI*

    ab ke wo pooche ga tu keh don gi
    meri yadon main bathakne walay
    meri umeedon main khatakne walay
    meri ankhon ko dekh
    in ankhon main bikherne walay
    meri sansoon main nikherne walay
    meri raton ko dekh
    in raton main chamakne walay
    mere hathon main damakne walay
    mere alfaz ko dekh
    in alfaz main jhlakne wale
    mere andaz main khnakne walay
    mere jam ko dekh
    is jam main chalakne walay
    mere seene main sulagne walay
    *muje tum se mihabat hai*

  4. #4
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    DILL KI NAGRI*

    ag phir duhaan utha hai dill ki nagri main
    phir kisi masoom ka dill jala hai dill ki nagri main
    phir kisi ne kisi ko chaha ho ga
    phir us ka dill thore diya ho ga dill ki nagri main
    phir kisi ki sansoon ko zhekhmi kiya ho ga
    aj phir lahoo tapke ga dill ki nagri main
    hazaroon mosam beet jayen ge
    phir muhabat khtam ho gyae gi dii ki nagri se

  5. #5
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    *NA KER SUCKE GA WAQAT BHI JIS KA MADAWA

    SEENE PER WO DHAG LIYE HUE HOUN MAIN*





    *AGER ISHQ KI HAD JANOON HAI TU JANA

    QASAM TUM KO ITNA HI PIYAR KERTE HAIN*


    honton per muskarahat rukhna mazboori hai tumhari

    zahkmi delon ko be rehem duniya pooch nahin kerti

  6. #6
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    KOI AASS NAHIN HAI



    tujh bin jeeney ki koi aass nahin hai
    hai saamney samander per piyaas nahin hai


    miltey hain hazaron wafa ke dewey dar
    lakin merey mahboob tuj sa koi khas nahin hai


    her arzoo wafa ho gayi lakin jiya
    aik arzoo baaqi hai key kiun tu merey pass nahin hai

    (YE GHAZAL MERI ZINDAGI KI PEHLI KOSHISH THI WHEN I WAS 13YEAR OLD AND IN NINTH CLASS)
    _________________

  7. #7
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Kabhi main yaad aaoon to
    Kabhi tanhai ki raatain
    Tumhain ziada sataein to
    Kabhi titli na bolay to
    Aur jugnoo lout jaye to
    Kabhi jab dil bhi bhar jaye
    Koi jab sunn na paye to
    Agar sab dost sathi bhi
    Jo tum se rooth jaaein to
    Kabhi jab khud se lar lar kar
    Thakan se choor ho jao
    Kabhi chahtay huay bhi khud
    akelay Ro na paao to
    Apni aankhon ko band karna
    Mujhay aawaz de dena
    Aur phir meray tasawwur say
    Jo chaho batain keh dena
    Meray kaandhay pe sir rakh kar
    Tum jitna chaho ro lena
    Phir khud main jab loat jao to
    Us he duniya chalay jana
    Magar bas itna kehna hay
    Ke jab bhi dukh ya khushiyon main
    Hamain dil se pukaro gay
    Hamain tum saath pao gay.......

  8. #8
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Mujh se duur tum baan kar ajnabi kab tak rahoo gay
    Mere bina tum iss bhari dunya main kesay rahoo gay

    Bhool jana mujhay maazi ki tarha tumharay baas main nahi
    yeh nakam koshish akhir tum kab tak kartay rahoo gay

    Wabasta hay meri zaat say tumhara aik aik pal
    apni zindagi ki dore ko tum kab taak jortay rahoo gay

    Hum ko to tum ne thhukra dya aik bay jan shay samjh ker
    apnay dil kay sakoon ko tum har taraf dhondtay rahoo gay

    Ager aaj bhi tum wapis ajao tu main tumhara muntazir hoon
    apni jhooti anaa ki laaj tum kab tak rakhay rahoo gay

  9. #9
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Zindagi Hey to Khwab Hain, Khwab hain tu Manzilen Hain,Manzilen Hain to Rastay Hain Rastay Hain TU Mushkilen Hain our Mushkilen Hain Tu "Main Hoon Na

  10. #10
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Din ko bhe ham online huvay raat ko bhe
    mukhtalif rooms may bhe chat kartay rahay
    sara din type kartay rahay phir bhe magar na type huvay
    janay kia kambakht kharabe the keyboard may jo words type nahe huvay

    Chatters say ulagh kar unhain mun chirana maire fitrat hai
    mujhay block honay pay ashk bahana nahe ata

    Ao chup ke zuban may
    itne chat karain k thak jain

    Apni chat say main bhe wakif nahe
    jab maire batain samjh lo mujhko bhe samjha daina


    Chat karo ya block karo gila nahe kartay
    light na ho tu chatters yaqenan online aya nahe kartay
    kardo delete mujh ko magar ye khayal rahay
    ham jaisay chatters bar bar mila nahe kartay

    Unki chat ko kabhe ghor say parha hai
    nahe sanjedge hai aur na he mazah hai

    Ebtaidah ye k add huvay
    intayha ye k delete hogay

    Main nay bhe dartay dartay net k samander may ghota lagaya
    jab koi bhe na pata tu main bahar nikal aya

    Mat daikh kise ko hikarat ke nazar say
    har chatter kise ka mehbob hota hai

    kitna mazah hai maire chatting may
    sanjedha loag bhe maire chat daikh kar shokh hogay

    Jo kartay hain ache chat
    wo bhe hojatay hain block daikho

    Ye paheleyan atkaileyan ye heraneyan nadaniyan mushkil bare ye chating hai
    bezateyan bechaneyan khamoshiyan tanhaeyan mushkil bare ye chating hai
    machboreyan manmaneyan email karna reply ka wait karna mushkil bare ye chating hai
    ye khusheyan abadeyan weraniyan barbadeyan mushkil bare ye chating hai

    Hamare typing tu aik fun hai
    lagta hai tu hamre chating say buhat he tang hai

  11. #11
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    nice sharing

  12. #12
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default


    اسلام علیکم
    بہت خوب .... عمدہ انتخاب
    امید ہے آپ اُردو ادب کے بزم
    کو اسی طرح اچھے اور
    معیاری اشعار سے سجاتے رہینگے
    شکریہ
    محسود

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Tu kahan gaya mujhay chor kar mere humsafar mere charagaar
    By lonelysagar in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 12
    Last Post: 19th June 2022, 05:20 AM
  2. mere humsafar teri nazar hain
    By glitter eyes in forum Design Poetry
    Replies: 8
    Last Post: 20th February 2019, 12:50 PM
  3. iss virus ne mere nak mein dam kiya howa hai. . .
    By mnaseer42 in forum Ask an Expert
    Replies: 21
    Last Post: 2nd August 2012, 07:49 PM
  4. MERE sath aisa q howa hai
    By malikfaisal7 in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 1
    Last Post: 26th November 2010, 02:46 AM
  5. mere thread ka kya howa?
    By zarmal in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 2
    Last Post: 8th March 2010, 05:55 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •