Mary paas aik Acer AspireOne ZG5 Notebook hai. Maine is par Bloodrayne 2 Install kar k play karnay ki koshish ki lekin woh rendd3d.cpp error de ker band ho jati hai...
game recommendation main sirf directX compatible video card ki zarorat likhi hui hai..
mera jahan tak khayal hai yeh meri resolution ka masla hai....
laptop ki screen wide hai jis ki resolution 1024x600 hai jabkay game start hony say pehly jo settings box display karti hai us main 1024x600 ka option hi nahi hai..
plz help me..