maray pass sea map ka soft ware hai jo hard main say bad sector ko remove karta hia lakin mujay wo soft ware run karna nahe ata hai. jis hard main bad hai wo hard kece ayse hard jis main win instal ke hoe hai k sath attach kar k sea map ko run karna hai ya jis hard main bad hai us ko akailay he chalana hai aur kis tarah chalan hai aur sea map soft ware ko cd room main cd pa write kar k chalon ya us hare main jis main bad hai ya agar hard kece dosree hard k saht attatch karnee hai jo b process ha plz muj ko batain
Rashid