Hi salam im Faisal khan from karachi mujha ya pata karna hai k CSS kya hai or is k leya kya parna parta hai im bcom now so ab mujha is k leya kya karna hoga or is k imtahan kab se shuru honga or kab khatam honga or is ki koi or tafseel pata hai

yar yahan se shayad aap ko kuch maloomat mill jain
http://www.cssforum.com.pk/
CSS ki parhai tau koi b kaar leta hai
Lekin asal baat yeh hai k CSS ko kiss tarah clear karna hai
100% Such baat tau yeh hai aap ko SOURCE ki zaroorat hai
parhai ki nahi
Agar achi and bahut bari Source hai then u r Qualified CSS !!
Bookmarks