Page 2 of 6 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 13 to 24 of 67

Thread: Namaz Ka Tareeqa and Nafil Namaz

  1. #13
    Join Date
    28 Aug 2007
    Location
    JEDDAH ,SAUDI ARABIA
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    576
    Threads
    7
    Credits
    938
    Thanked
    12

    Default

    ما شا ء ا لله

  2. #14
    jjkk is offline Junior Member
    Last Online
    19th January 2010 @ 09:01 PM
    Join Date
    16 Jun 2009
    Posts
    7
    Threads
    1
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    masha allah nice info

  3. #15
    Join Date
    27 Aug 2009
    Location
    Rawalpindi
    Gender
    Male
    Posts
    2,895
    Threads
    98
    Credits
    0
    Thanked
    459

    Exclamation

    Quote Shaukat Hayat said: View Post
    Assalam o Alaikum Brother. Aap nay Nimaz ka Hanifi Tareeka biyan kya hai. Zara soch k batain gay k kya tamam Sahaba Rizwan Alehi Ajmaeen ke nimaz qabool ho gee ya nahi. Kiun k vo tu hanifi nimaz say mehroom reh gaay, Imam Abu Hanifa (Noman Bin Sabit) abhi paida jo nahi howay thay. Agar unki nimaz, jo Hanifi nahi thee, phir vo kon see nimaz partay thay. Yaqeenun vo sub hamaray Piyaray Nabi Hazrat Muhammad SalAllaho Alehi Wassalm k tareekay ko kafi samjtay thay aur unki batai hoi nimaz he unkay liay bot thee. Nimaz kabi hanifi nahi ho sakti kiunkay vo hamaray Piyaray Nabi Hazrat Muhammad SalAllaho Alehi Wassalm pay nimaz ka tareeka Allah kay hukam say Hazrat Jibraeel Alehi Salam batatay thay. Yehi huk hai aur Aqal walon k liay sochnay ka makam b.
    Hazoor Akram S.AW.W Kzmana he say nmaz k treeka main Sahaba ka kuch na kuch iktlaf chla aa rha tha, baad main os Ikhtlaf ki 4 shaklein Hanfi, Shafei, Hanblee aor malki ki soorat main zahir hoin. Abb aap k pas choice hay k Jo tareeka aap ko Zyada Sunnat k mutabik lge os ko ikhtyar kr lein.
    Abb Kyunke Bresagheer main Hanfion ki Aksriat hay to zahiri baat Bhai ne wohi tareeka btana tha.

  4. #16
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Bilkul Sahi Kaha Aap ne ye Hanfi Namaz Ka Tariqaa hy Aur Muhammadi Namaz iss se Bilkul Mukhtalif hy....
    ye lijye Muhammadi Namaz Ka Tariqa

    http://sudes_102.t35.com/namaz-main.htm

  5. #17
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Quote Ahmed Awan said: View Post
    Hazoor Akram S.AW.W Kzmana he say nmaz k treeka main Sahaba ka kuch na kuch iktlaf chla aa rha tha, baad main os Ikhtlaf ki 4 shaklein Hanfi, Shafei, Hanblee aor malki ki soorat main zahir hoin. Abb aap k pas choice hay k Jo tareeka aap ko Zyada Sunnat k mutabik lge os ko ikhtyar kr lein.
    Abb Kyunke Bresagheer main Hanfion ki Aksriat hay to zahiri baat Bhai ne wohi tareeka btana tha.

    Hazrat Haq Aik hotaa hy 4 nahi...

    ye tu wohi baat hoi k

    aik shakhs kahe 2+2=4
    dosraa kahe2+2=5
    tisra kahe 2+2= 6
    chothaa kahe 2+2=8

    aur koi aqalmand os par ye comments kare k hame nahi pataa k sahi kyaa hy iss liye sab sahi hen...
    aisay shaks ko ahmaq nahi kaha jaye ga tu phir kyaa kaha jaye gaa??
    bhai agar aap ko nahi pataa k sahi kyaa hy tu aap tahqeeq karoo yaa kyaa baat hoi k sab theek hen....
    Isi liye tu Islam ne har Mard o Aurat par Ilam hasil karnaa farz kia thaa, agar ham ne khod se tahqeeeq naaa ki aur andhaa dhund baap dadaa k raste par chalte rahe tu ham main aur mushrikeen e arab main farq kyaa rahe gaa????

    wo bhi yahi kehte thy...

    "Bal'k ham tu osi ki Perwi karte hen jis par ham ne apne barron ko payaa hy" (Al-Baqra 180)

    "bal'k wo kehne lage k ham ne apne baap dada ko aik raste par payaa aur ham onhi k qadam ba qadam chalen ge" (Al-Zukhraf22)

    "Be-Shak ham ne apne barron ko aik tariqa par payaa aur be-shak ham un k asaar ki perwi karte hen" (al-zukhraf23)

  6. #18
    Aasi_786's Avatar
    Aasi_786 is offline Advance Member
    Last Online
    2nd February 2024 @ 10:00 PM
    Join Date
    14 Jan 2008
    Location
    Islamabad
    Posts
    19,001
    Threads
    2012
    Credits
    1,386
    Thanked
    1109

    Default

    Mashallah

  7. #19
    zeeshan56 is offline Member
    Last Online
    13th June 2010 @ 10:19 AM
    Join Date
    06 Jan 2008
    Posts
    261
    Threads
    34
    Thanked
    10

    Default

    nice sharing Irfan Brother

  8. #20
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Thanked
    38

  9. #21
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Namaz-e-eid ka tariqa..

    DOWNLOAD

  10. #22
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    Hazrat Haq Aik hotaa hy 4 nahi...

    ye tu wohi baat hoi k

    aik shakhs kahe 2+2=4
    dosraa kahe2+2=5
    tisra kahe 2+2= 6
    chothaa kahe 2+2=8

    aur koi aqalmand os par ye comments kare k hame nahi pataa k sahi kyaa hy iss liye sab sahi hen...
    aisay shaks ko ahmaq nahi kaha jaye ga tu phir kyaa kaha jaye gaa??
    bhai agar aap ko nahi pataa k sahi kyaa hy tu aap tahqeeq karoo yaa kyaa baat hoi k sab theek hen....
    Isi liye tu Islam ne har Mard o Aurat par Ilam hasil karnaa farz kia thaa, agar ham ne khod se tahqeeeq naaa ki aur andhaa dhund baap dadaa k raste par chalte rahe tu ham main aur mushrikeen e arab main farq kyaa rahe gaa????

    wo bhi yahi kehte thy...

    "Bal'k ham tu osi ki Perwi karte hen jis par ham ne apne barron ko payaa hy" (Al-Baqra 180)

    "bal'k wo kehne lage k ham ne apne baap dada ko aik raste par payaa aur ham onhi k qadam ba qadam chalen ge" (Al-Zukhraf22)

    "Be-Shak ham ne apne barron ko aik tariqa par payaa aur be-shak ham un k asaar ki perwi karte hen" (al-zukhraf23)
    pehli baat to yeh k....
    Haq 1 hi he...
    4 nahi...ok
    or han ..
    aagar aap k 4 bhai hen to kia aik jase shakal k hon ge???
    bazahir woh alag alag shakal main hon gi..lakin on ka Father aik hi ho ga...
    to koi bhi AQAL MAND shaks yeh nahi keh sakta k sab alag alag baap k bete hen...
    or jahan tak baat Hanafi Namaz ka Tariqe ki he..to
    yeh lo Hawale k sath.prof..
    iss kitab ko Zara Dil or Dimah dono ko Hazir rakh kar read karna....
    ta k aap ka Zehan Saaf ho sake..
    http://itdunya.com/showthread.php?t=125782
    ..

  11. #23
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Quote ata_aqr said: View Post
    pehli baat to yeh k....
    Haq 1 hi he...
    4 nahi...ok
    or han ..
    aagar aap k 4 bhai hen to kia aik jase shakal k hon ge???
    bazahir woh alag alag shakal main hon gi..lakin on ka Father aik hi ho ga...
    to koi bhi AQAL MAND shaks yeh nahi keh sakta k sab alag alag baap k bete hen...
    or jahan tak baat Hanafi Namaz ka Tariqe ki he..to
    yeh lo Hawale k sath.prof..
    iss kitab ko Zara Dil or Dimah dono ko Hazir rakh kar read karna....
    ta k aap ka Zehan Saaf ho sake..
    http://itdunya.com/showthread.php?t=125782
    ..

    aap ki ye misaal hi LAGHW aur Jahalat Par Mabni hy, agar aap un 4 betton k samne koi masla pash karte hen aur wo 4 bette us masle par alag alag point o view pesh karte hen tu kya phir bhi wo charoo haq par hon ge???

    Tuf Hy Aisy Aqal par....

  12. #24
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    aap ki ye misaal hi LAGHW aur Jahalat Par Mabni hy, agar aap un 4 betton k samne koi masla pash karte hen aur wo 4 bette us masle par alag alag point o view pesh karte hen tu kya phir bhi wo charoo haq par hon ge???

    Tuf Hy Aisy Aqal par....
    agar woh 4ron aap tarhan hoe to kabhi HAQ par nahi ho sakte..

Page 2 of 6 FirstFirst 12345 ... LastLast

Similar Threads

  1. Shabe Qadr ke Nafil Namaz
    By sheri in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 10
    Last Post: 9th July 2013, 06:34 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 18th January 2013, 04:19 PM
  3. Namaz E Eid ka tareeqa
    By sheri in forum Eid Ul Fitr 2023
    Replies: 9
    Last Post: 18th August 2012, 01:01 PM
  4. Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
    By TAIBA in forum Ibadat
    Replies: 3
    Last Post: 9th December 2008, 06:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •