Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 28

Thread: Ccna

  1. #1
    Numangumbat's Avatar
    Numangumbat is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2015 @ 01:32 PM
    Join Date
    05 Jan 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    4,510
    Threads
    224
    Credits
    940
    Thanked
    547

    Thumbs down Ccna

    Salam To All
    Main Nay Ccna Ka Cource Karna Hai ...
    Computer Achi Tarah Chala Laita Hoon ..... Office Automation Ka Course Bhi Kiya Hai.....
    Laikin Jo Bhi Dost Milta Hai Aik Hi Baat Kehta Hai Tum Ccna Nahi Kar Saktay Yai Bohat Mushkil Hai .......... Agar Kissi Dost Nay Ccna Kiya Ho Tu Pochna Cahta Tha Keh Yai Kitna Mushkil Hai............
    Aur Iss K Liye Kittni Mehnat Ki Zaroorat Hai....
    Thanks In Advance

  2. #2
    Join Date
    14 Feb 2009
    Location
    Taunsa Shareef
    Posts
    6,356
    Threads
    260
    Thanked
    588

    Default

    bhai mehnaat to kafi darkaar hai is k leay......mager app shooq se aur mehnaat se kro gay to koi masla nai hai

  3. #3
    hepa's Avatar
    hepa is offline Senior Member+
    Last Online
    10th February 2013 @ 07:32 AM
    Join Date
    05 May 2009
    Posts
    113
    Threads
    2
    Credits
    746
    Thanked
    0

    Default

    Dear numan.Kuch mushkil nahi hai .bas aap kisi ach'chey se institute se lab ker lo aur paas hona koee mushkil nahi hai . pass4sure k dumps se ratta lagao aur paper clear ker lo.But you must get the knowledge about what exactly CCNA and read theories.Aur bohat imprtant lab hain jo k aap ko her halat mein kar'ni hain.

    tc

  4. #4
    peace187 is offline Advance Member
    Last Online
    24th January 2023 @ 04:04 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    605
    Threads
    78
    Credits
    1,422
    Thanked
    18

    Default

    ye ccna basically kis bala ka naam hai???aur is me hota kya hai???aur is ka duration aur fee ktni hoti hai???aur iski completion k baad hm kya job ker saktay hain??

  5. #5
    mehakmalik is offline Junior Member
    Last Online
    14th March 2010 @ 05:50 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Age
    38
    Posts
    21
    Threads
    3
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    ccna ek networking certification hay is ka duration almost 4month hota hay or hub swithes or networking ke baray main hum is say partay hain ek usefull cheze hay or kuch tough nahi hay us main thori bohat mehnat tu har field main karni parti hi hay or us mehnat ko karnay main koi haraj nahi jis ka benifit ho

  6. #6
    peace187 is offline Advance Member
    Last Online
    24th January 2023 @ 04:04 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    605
    Threads
    78
    Credits
    1,422
    Thanked
    18

    Default

    thank you mehak malik

  7. #7
    lovtam is offline Advance Member
    Last Online
    4th December 2021 @ 09:57 PM
    Join Date
    05 Jul 2008
    Location
    Baharoo main Nazaroo Main
    Age
    39
    Posts
    1,923
    Threads
    316
    Credits
    324
    Thanked
    15

    Default

    thnx bhai jaan mehak app ka mein b inshallah jald shuru kroonga....

  8. #8
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Insaan Ki Ander Jusataju Ho To Wo Kar Leta Hai..

    CCIE ap ko pata hai kia hota hai??? CCNA, CCNP ke baad ap ko aik Lab Clear honi thi phir ap CCIE kehlatay ho.. CCIE banday Netorking ke JINN hotay hain aur CCIE lab 1st Attempt Main Clear Krna Kafi Mushkil hota hai... Ap ko AiK Example Mili Gi Jis Main Aik MBBS doctor ne CCIE ki book write ki hui hai.. .. Think yar Aik MBBS doctor aur CCIE...

    Aik aur example... meray CCNA ke teacher ne FSC clear kiya hua tha and he is genious. CCNP bhi unho ne clear kiya hua hai aur aj kal wo CCIE ki tyari kr rahay hain. Aur wo Parhatay bhi hain CCNA & CCNP

    Dost... Ab fit kisam ki mehnat karo.. start main ap ko problems aa saktein hain, kuch din tk shayad atein rahein gein phir sab kuch ap ko samaj aa jaye ga..! han agr proper time nahe do gay to CCNA krna mushkil hai...
    Only thing is concepts, CCNA is build on ur concepts. Ager ap ke concepts nahe hain to concepts banao.. concept bananey ka tareeka yehi hai ke jo topic teacher parhaye, us ko gehrae main samaj kar clear karo@

  9. #9
    lovtam is offline Advance Member
    Last Online
    4th December 2021 @ 09:57 PM
    Join Date
    05 Jul 2008
    Location
    Baharoo main Nazaroo Main
    Age
    39
    Posts
    1,923
    Threads
    316
    Credits
    324
    Thanked
    15

    Default

    thnx bhai jaan atif ap ka bhai jaan ye koi software yaani jis corel draw hai ya adobe ps.. k zriye pra jata hia k ek program ya coding hoti hai bhai jaan mein microsoft krna chahta hun yaani mcse etc mujhe pehlay cisco krna chahiye ya microsoft yaani mcse,MCSA ,MCITP etc ...en mein se kon sa best hai best future k liye or haan kya mcse wgaira ye b net working hai ya kuchh or bala plz bhai jaan mujhe jaldi reply krna plz

  10. #10
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    MCSE ki full training le lo.. agr MCSE certified kehlana chahtay ho to ap ko us ke leye i think 5 papers clear karna ho gay! MCSE ki training lo, Agr Pocket ijazat de to exams bhi de do warna training bhi achi hai, achi tarhan concepts banao phir ap CCNA ki taraf aa jao!

  11. #11
    lovtam is offline Advance Member
    Last Online
    4th December 2021 @ 09:57 PM
    Join Date
    05 Jul 2008
    Location
    Baharoo main Nazaroo Main
    Age
    39
    Posts
    1,923
    Threads
    316
    Credits
    324
    Thanked
    15

    Default

    thnx bhai jaan atif app ka bhai jan pocket ki koi bat nhi masla ye hai k meiniay apnay city mirpur mein pta kiya hai yahan koi ye course nhi krwa rha wo kehtay hein k ye course bohht mushkil hai or kisi ko ata b nhi or apnay nazdeek waly city dina mien b pta kiya hai wo b kehtay hien k yahan koi b nhi krwata ye boht toough hai app ko big cities mein janaa prega or bhai jaan mien kisi b big city yaani lahore ya islamabad mein nhi ja skta ghar waly nhi janay deingay or mein yahan pakistan mein wakif b nhi hoon so mujhe mcse ki classes online hi bta dein jahan se mein seekh skoon...plz jaldi help me..ok
    oh haan bhai jaan app nay ye nhi btaya k msce kya hai kya ye b networking hai ya koi or bla hai or agr mien es ko kroo to mein kya ban skta hun...ok bye

  12. #12
    majidkh82 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th December 2019 @ 02:17 PM
    Join Date
    21 Nov 2005
    Posts
    936
    Threads
    169
    Credits
    54
    Thanked
    14

    Default

    Assalam o Alaikum!
    Bohot acha topic chera hay apne. AtifRaza and mehakmalik Aap ka bohut shukrya. Main ek baat poochna chahta hoon ke is ka exam kya online hota hay CCNP, CCIE, CCNA, MCSE? Cisco certified se kya murad hay? yani ke is certificate main kon kon si cheezay shamil hain?

    Karachi main sab se acha institute konsa hay jo afforable bhi ho aur acha bhi ho?

Page 1 of 3 123 LastLast

Similar Threads

  1. ccna wireless aur ccna mein farak
    By haseebazeem in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 8th August 2012, 05:34 AM
  2. Help me in CCNA
    By farhanalishan in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 22nd March 2012, 11:18 AM
  3. Ccna
    By farhanalishan in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 26th February 2012, 02:10 PM
  4. ccna
    By shamsmahmood in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 11th October 2009, 11:27 PM
  5. Ccna
    By khalidgkp in forum Ask an Expert
    Replies: 11
    Last Post: 18th June 2009, 09:18 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •