Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Aap subkay liay aik DAWAT "Dawat-e-Tehkeeq"

  1. #1
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Thanked
    292

    Thumbs up Aap subkay liay aik DAWAT "Dawat-e-Tehkeeq"


    Kabi hum nay socha kay jo b humko bataya jata hai vo sub theek hai. Kabi hum nay yeh formula apni amli zindagi pay b nafiz kiya jubkay hum aik rupee ke cheez b achi tarah daikh kay laitay hain. Kya hamara yeh raveya Quran aur Hadith kay moamla pay b hai. Yaqeenun nahi. Akhir yeh 'Double Standard' q hai. Apnay may Tehkeek aur Research ke adat dalain. Yeh bot zaroori hai. Hamaray Nabi SalAllaho Alehi Wassalam ka b yehi hukamam hai keh har khabar ke tehkeeq kar liya kar. Ghor karain aur Amal b. Shukriya all I.T Dunya.
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Join Date
    18 Aug 2008
    Location
    Peshawar
    Age
    50
    Posts
    31
    Threads
    5
    Credits
    63
    Thanked: 1

    Default

    Masha Allah

  3. #3
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam masnon
    bhai shokat hayat sahab aap ki baat is had tak to thik hay key insan ko andha ban kar har bat nahi man ni chahiye lakin aap nain tehqiq ka rasta galat bataya hay key aam log jo shaid quran bhi saih na parh saken wo har masla khod quran sey hal karney beht jain main aap sey pochta hon kia ye tariqa awam unnas key liay nuqsan dey nahi hoga aur phir quran fehmi key liay bhi to wo kisi na kisi molvi ki quranic translation sey hi madad lay ga to is bat ki kia garranty hai key wo translation 100% thik hay agar is main kisi alim ki andhi taqlid ki jaskti hay to masil per amal key silsla main bhi aam logon key pas is key ilawa koi hal nahi key mustanad alim din sey rojo karen ...

  4. #4
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Jazak Allah.
    Yaqeenun deeni taleemat kay liay "Ulemae Azaam" kay pass jana chahi'ay. Magar dukh kee baat yeh hai keh Vo (Ulema ya Masjid ka Molvi) jo keh daitay hain vo harfey aakhir bun jata hai. NAHI .. yeh ravish aur tareeka ghalt hai. Ulema aur Molvi Sahib say Quran-o-Hadees ka poora reference (saboot ya hawala) lain aur phir isski khoob tehkeek karain. Quran Allah nay samajnay kay liay bilkul aasan banaya hai. Yeh Allah ka Quran may farman-e-zeeshan hai. Quran ka yeh hum sub peh huq hai keh Quran Majeed ko samaj kay aur hadayat kay hasool kay liay parha jaay. Quran aik mokamal "Golden Guideline" hai sub Musalmano aur Insano kay liay. Jazak Allah.

  5. #5
    mrxdm is offline Junior Member
    Last Online
    4th March 2012 @ 12:48 AM
    Join Date
    29 Jun 2009
    Age
    54
    Posts
    6
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    shoukat Hayat bhai Assalama o Alaikum, aap ney bilkul theek kahaa hey men es men khuch or ezzafa karta hoon key hamarey yehaan pe parhey likhey log bhi jahel logon ki misal de kar khud bhi jahelon wala kaam shro kar detey hen, jesa key Taqleed ka mamlaa hey es men bari khushi se kai parrey likhey mukaladeen hen jo key Takleed ke haq men dallael detey hen or logon ko es ki dawat detey hen, takleed jis ka wajood chothi sady sey pheley nahin tha es ko parhey likhey logon ney hee aam kiaa hey or es ko Quran Hadees per bhi mukadem kar diya hey, en muqaladeen ke samney jab Quran ya Hadees pesh ki jaey to en ki jaan pe bun aati hey keh es galat kesey saabit karein (jesaa keh Usool e Kurkhi wageraa men likha hey).
    Agar kisi bahi ko mazeed hawaley ki zaroorat hogi to Insha Allah zaroor pesh kar diye jaen ge.
    Wassalam.

  6. #6
    Irfan Muslim's Avatar
    Irfan Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th August 2011 @ 03:31 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    423
    Threads
    74
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Arrow

    Quote Shaukat Hayat said: View Post
    Jazak Allah.
    Yaqeenun deeni taleemat kay liay "Ulemae Azaam" kay pass jana chahi'ay. Magar dukh kee baat yeh hai keh Vo (Ulema ya Masjid ka Molvi) jo keh daitay hain vo harfey aakhir bun jata hai. NAHI .. yeh ravish aur tareeka ghalt hai. Ulema aur Molvi Sahib say Quran-o-Hadees ka poora reference (saboot ya hawala) lain aur phir isski khoob tehkeek karain. Quran Allah nay samajnay kay liay bilkul aasan banaya hai. Yeh Allah ka Quran may farman-e-zeeshan hai. Quran ka yeh hum sub peh huq hai keh Quran Majeed ko samaj kay aur hadayat kay hasool kay liay parha jaay. Quran aik mokamal "Golden Guideline" hai sub Musalmano aur Insano kay liay. Jazak Allah.
    جناب آپ "ٹو دا پوائنٹ" بات کیوں نہیں کرتے کہ، آپ کے نزدیک "تقلید" حرام اور گناہ کبیرہ ہے۔
    جناب اپنے افکار کو دوسروں پر مسلط کرنے کی کوشش نہ کیجیئے۔



    آپ سے گزارش ہے کہ برائے مہربانی آئندہ اس قسم کے اختلافی معاملات پر آرٹیکل پوسٹنگ سے پرہیز کیجیئے، ورنہ (معافی کے ساتھ)، میں جواب دینے پر مجبور ہونگا۔
    صرف مثال کے طور پر عرض کر دون کہ اگر آپ "تقلید کے نقصانات" بیان کرنے کا حق رکھتے ہیں، تو کوئی اور بھی "ترک تقلید کی تباہ کاریاں" بیان کرنے کا حق رکھتا ہے۔

    امید ہے آپ بات سمجھ گئے ہونگے۔


    .
    .
    .
    .
    .
    .

  7. #7
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o Alaikum Brother Irfan Muslim.
    Aap jantay hain keh "Shirk" kee ibtada kub hoi. Hazrat Noh Alehi Salam kay baad "Pehli Tasveer" banai gai aur phir log oski pooja karnay lagay. G haan tasveer ko Allah aur Rasool SAWW nay pasand nahi farma'ya. Bulkay Rasool SAWW ka farman-e-zeshan hai keh "Jiss Ghar May Kutta ya Tasveer ho wahan Rahmat kay Farishtay Nahi Aatay."
    Brother plz aap apni tasveer ko remove kar dain, ya phir "Tasveer aur Islam" pay research kar lain. Allah muj ko aur aapko shirk say bacha'ay. Amen.

    Allah ham subko hadayat ata farma'ay. Amen.

  8. #8
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote mrxdm said: View Post
    shoukat Hayat bhai Assalama o Alaikum, aap ney bilkul theek kahaa hey men es men khuch or ezzafa karta hoon key hamarey yehaan pe parhey likhey log bhi jahel logon ki misal de kar khud bhi jahelon wala kaam shro kar detey hen, jesa key Taqleed ka mamlaa hey es men bari khushi se kai parrey likhey mukaladeen hen jo key Takleed ke haq men dallael detey hen or logon ko es ki dawat detey hen, takleed jis ka wajood chothi sady sey pheley nahin tha es ko parhey likhey logon ney hee aam kiaa hey or es ko Quran Hadees per bhi mukadem kar diya hey, en muqaladeen ke samney jab Quran ya Hadees pesh ki jaey to en ki jaan pe bun aati hey keh es galat kesey saabit karein (jesaa keh Usool e Kurkhi wageraa men likha hey).
    Agar kisi bahi ko mazeed hawaley ki zaroorat hogi to Insha Allah zaroor pesh kar diye jaen ge.
    Wassalam.

    Sir main aik chota sa samajhnay wala ho per mere zehen main aik baat hamesha aati hai keh aya yeh taqleed hai kya cheez jo duniya main siwaye ahle hadees afrad k sab ker rahay hain ...

    WO taqleed jis ko pakistan se lay ker Egypt tak k saray ulema mantay hain siwaye ahle hadees hazraat k ..

    Wo taqleed jis ko imam kaaba bashamool tamam saudi ulema kerte hain siwaye ahle hadees k ...

    Wo taqleed jis per poori duniya k ahle nazar aur ahle fikr hazrat aur alimoo ka ijma hai siwaye ahle hadees k ..

    akhir yeh taqleed hai kya cheez ...
    Akhir yeh taqleed kisi fard ki taqleed hai to kya sirf imam bukhari rahmaullah alahe aur imam muslim rahmaullah alaeh ki kitaaboob per amal kerna aur baaqi kitaboob ko na manna kya yeh taqleed nahi hai ...

    Sir thori wazahat fermaiye taa keh mujhey bhi kuch samajh aye aur main bhi poori duniya k alim, mufakir, muhadiss ko chor ker taqleed se bachnay ki koshish karoon

  9. #9
    thbkallar's Avatar
    thbkallar is offline Advance Member
    Last Online
    2nd November 2022 @ 01:44 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Location
    The Land of Legends
    Age
    39
    Posts
    833
    Threads
    184
    Credits
    1,337
    Thanked
    37

    Default

    masha Allah

    bhut achi sharing hai app ki
    app ne bhut acha likha hia
    humein chaye jo baat hum ko pata chale usey tahqeeq k baad agey pounchain

  10. #10
    Irfan Muslim's Avatar
    Irfan Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th August 2011 @ 03:31 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    423
    Threads
    74
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Smile

    Quote Shaukat Hayat said: View Post
    Assalam o Alaikum Brother Irfan Muslim.
    Aap jantay hain keh "Shirk" kee ibtada kub hoi. Hazrat Noh Alehi Salam kay baad "Pehli Tasveer" banai gai aur phir log oski pooja karnay lagay. G haan tasveer ko Allah aur Rasool SAWW nay pasand nahi farma'ya. Bulkay Rasool SAWW ka farman-e-zeshan hai keh "Jiss Ghar May Kutta ya Tasveer ho wahan Rahmat kay Farishtay Nahi Aatay."
    Brother plz aap apni tasveer ko remove kar dain, ya phir "Tasveer aur Islam" pay research kar lain. Allah muj ko aur aapko shirk say bacha'ay. Amen.

    Allah ham subko hadayat ata farma'ay. Amen.
    Janaab aap baat ka rukh badal rhay hain.



    Khair tasweer kay baray may chandd cheezain arz karr doon, May tasweer ko defend nahi karr raha, lekin zimnan cahndd batain arz karr doon...!!


    jo tasaweer computer may hoti hain unn kay baray may ye bta doon kay wo rays say banti hain, aur temperory hoti hai, (computer bandd tasweer khatam).

    jab tasweer chupp jaey tou hukam-e-sharii badal jaata hai,

    for example: agar kisi kamray may tasweer hai tou namaz nahi hogi, lekin ussi tasweer ko agar aap kisi cheez say dhakk layn tou namaz ho jati hai, lehaza iss say pata chala kay, tasweer chupp jaey tou hakam-e-sharaii badal jaata hai.

    Computer may paey janay waalay, aur issi tarha digital images ka bhe yehi maamla hai, haan agar inka print nikaala jaey tou wo qabil-e-garift baat hai...!!

    .
    .
    .
    .
    .

  11. #11
    Sprightly Princess's Avatar
    Sprightly Princess is offline Senior Member+
    Last Online
    27th November 2009 @ 12:28 PM
    Join Date
    06 Mar 2009
    Age
    36
    Posts
    3,031
    Threads
    135
    Credits
    955
    Thanked
    4

    Default

    bohat acha thread..isi tarhan hum ko koi baat krtye howy ya ilzam lagtye howy bhi tehqeq krni chahye..

  12. #12
    Prince sober's Avatar
    Prince sober is offline Senior Member+
    Last Online
    31st December 2010 @ 07:02 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Posts
    337
    Threads
    17
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    sahi bat hai ki....tehqeeq karleni chahiye...aur yahan par deeni bat ya hadees share karne wale ki bhi zimedari banti hai ki reference ke sath share kare..

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 10
    Last Post: 31st October 2017, 11:15 PM
  2. """""Nokia ki themes ab ap khud bnain"""""
    By Adeel SR in forum Softwares
    Replies: 72
    Last Post: 4th July 2017, 03:16 PM
  3. Replies: 5
    Last Post: 19th May 2017, 02:25 PM
  4. """"""ہمسفر""""""
    By sheri in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 3
    Last Post: 26th October 2016, 09:10 AM
  5. Apni Marzi ka "FONT", "Colour", "Size" ko hamesha k leye select kerna seekhain.
    By Kutkutariyaan in forum New Members Training Center
    Replies: 498
    Last Post: 31st October 2015, 07:57 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •