Assalam Alaikum
mujhe apni power supply key baarey mein poochna hai
Meri power supply 20 pins ki hai or iska output 300 watts hai
mein isko apne new board (D945gccr) jiski power supply 24 ki requirements hain
Kya mein 24 pin ki jagha 20 pins ki power supply use kersakta hon
Please iska jaldi awab dein.