ALI NISAR said:
yaar ap aasa karen k kase bhi karebhi post office mian jain aur un ko sara kisa batain wo ap ko koi hal bata dain gay aur phar post office main G.P.O BOX lay lain post office walay ap ko Box Number dain gay wo no ap add main day do phar jo bhi aay ga us box mian aay ga har week ja k check kia karen boz ko ye hi ak tarika bachta hai wasa hum janty hain hamary baloch bhai aj kal bohat musebat main hain un ke shanakht ko khatam kia ja raha hai ye mian koi seyasi bat nahe kah raha this is ture
Bookmarks