Asslam o alaikum it members

janab mere mobile main ajeeb masla hogaya hai
main songs sun raha tha to ahcanaq band ho
gaya ab jab main us ko start kia hai to wo on to
ho gaya par memory card show nahi kar raha
matlab jab main memory card lagata hoon to wo
bata hai ke card pulluge in par jab main file manajer main
jata hoon to wahan sirf phone likha aata hai
memory card ka nahi likha aata

lg kg 195