Asslam-o-Alaikum main yay poochna chahta hoon kay yay interviews thread kay koi rules hain ya nahin kyon kay main aik aisay banday ka interview layna chahta hoon jo shayad day bhi na or gussa bhi ho jaay is liyay mujhay app bata saktay hai RULES of This thread.
Your Brother
Junaid Ali
Bookmarks