Quote sabahat90 said: View Post
My brother shokat hayat sahib.
aap ne is hadith ka zikar kia kis ka tarjuma bhi btaya jo k ye he: or tumhara kia haal hoga us waqt jab essa A.S tum me mabaoos hoga or wo tumhara imam tum hi mese hoga. ab is hadith me tumhara imam yum hi mese hone ka zikar he na k bani israel mese hone ka. jab k essa Alihe salam k lia saaf ayat he k hum ne essa ko bani israeel ki taraf nabi bna kar bheja he or wo fot ho chuke. soorat saff ki ayat 7 me essa k bani israeel ki taraf ane ka zikar he or sath me ane wale nabi ka nam Ahmed bhi btaya gya. or is k mutabiq hadrat Muhammad S.AW ki hadith he k imam mehdi ka nam mera nam or uske walid ka nam mere walid ka nam hoga. or aesae hi hadrat Maseeh moud ka nam Ahmed he or Allah taala bhi unhen Ahmed keh kar pukarta he is ilham me: inni maaka yaa Ahmadi.
yaqinan me tere saath hon ae mere ahmed.
jis imam ka is hadees main zikar ho raha hai jo hum main say ho ga wo imam Mehdi A.S hoon gay aur Hazrat Essa A.S imam Mehdi A.S ki imamat main namaz bhi ada krain gay