Waqt ney sari kahani hi badl dali
Pyaar ka naam ata hai tu dar lagta hai ...
Zakhm kuch aisay apnoo ne diye hain mujhko Faraz
Ub koi hath milata hai tu dar lagta hai ....!!
Waqt ney sari kahani hi badl dali
Pyaar ka naam ata hai tu dar lagta hai ...
Zakhm kuch aisay apnoo ne diye hain mujhko Faraz
Ub koi hath milata hai tu dar lagta hai ....!!
wahan se aik pani k boond na nikal sake faraz,
tamam umar jin ankhon ko hum jheel likhte rahe.
Ghum hi asa tha k dil SHAQ ho gya wrna FARAZ
Kese kese hadse hans hans k seh jana parey..
Roye gaa iss qadar woh mairi laash sey lipat kar faraz,
Agar iss baat ka pata hota tu kab key marr geye hotey
"Khaali Haathon Ko Kabhi Ghor Say Daikha Hai "Faraz"
Kis Tarha Log Lakeeron Say Nikal Jaatay Hain..!!!"
Zabt-e-gham ny ab to pather kr dia werna "Faraz"
Dekhta koi,,k jab dil ky zakham aankhon main thy...
wo apne faide ki khatir phir aa mile thay hum se "faraz".
hum nadan samjhey k hamari duaon mein asar hai...
Mohabbat kar saktey ho tou RUB sey karo ....Faraz...
mitti key khiulono sey khabhi wafa nahi milti.....
ab na wo mai hoon na tu hai, na wo mazi hai faraz
jaise do saya tamanna ke sarabon me mile
us ne kahaa sun
ahad nibhaane kii Khaatir mat aanaa
ahad nibhaanevaale aksar majabuurii yaa
mahajuurii kii thakan se lauTaa karate hai.n
tum jaao aur dariyaa dariyaa pyaas bujhaao
jin aa.Nkho.n me.n Duubo
jis dil me.n bhii utaro
merii talab aavaaz na degii
lekin jab merii chaahat aur merii Khvaahish kii lau
itanii tez aur itanii uu.Nchii ho jaaye
jab dil ro-de
tab lauT aanaa
Mohabbat ka baad mohabbat mumkin ha FArAZ,
Magr tout ka chahna srf ek bar hota ha...
Tmhe naraz hi rehna ha to kuch baat to karo FArAZ,
K yun chup rehna sa mohabbat ka gumman hota ha ...
Bookmarks