Dear friends Asalam-o-alikum

My Name is Khuram,
I m From Attock

Dear mujh ek masla hai hum jo camera jo shop say 600 ya 700 rs ka mil jata hai
aur iss ko hum web cam per used kartain hain

kiya iss ko home security k liye istamaal kiya ja sekta hai.iss ke wire bahot kam hoti hai

kiya hum external wire laga kar kitni range tak la ja katain hain

kiya 50ft ya 100 ft ki wire laga saktain hain kam karey ga
friend help karna

and thanx

again thax advanced