Assalamu Alaikum
Aik new thread hazir hay. Karna bas ye hay baat cheet main mojood dooseray threads ko milla kar sentence likhna hay. Challen main shroo karta hoon:
aaj ki taza khabar, nia thread ban gia hay paani kay bagair aur sharafat k saath

ap ko kya hogaya hai pani k bagher..aur ap kahan rhtye ho aj kal shafarat k sath
Acha thread hai "Only for crazy peoples"....
dil chahta hai yaad ki aqal wapas dila doon shafarat k sath..
Meray paas Princess ko khiyalon se wapis lanay ka koi tareeqa nahin hai...
main to khayalon mein nhi rehti..lakin yaad to khud aik khayal hai..ap apny jesa na samjha krain dosron ko
Assalamu Alaikum
jo meray pass hay wo terey pass nahi to iss main mera kia kasur hay
agar yaad k pass aqal nhi to mera kya kasor hai?us ki to aqal dhul chuki hai paani k bagher
hahahah great reply wo bhee itni sharafat k saath 24 ghanto main aisa he waqt pasand hay
Bookmarks