Results 1 to 3 of 3

Thread: help

  1. #1
    myarslancool's Avatar
    myarslancool is offline Senior Member+
    Last Online
    4th June 2015 @ 10:53 PM
    Join Date
    12 Jun 2009
    Posts
    973
    Threads
    58
    Credits
    950
    Thanked
    30

    Post help

    Hello sir,
    Mere laptop ki hdd mein bohat zaiyada Bad Sectores hain.main ne bohat dafa use format kiya hai lakin woh khatam nahi ho rahe hain.mere laptop ki hadd Samsung 80Gb ki hai.aur ram 512MB ki.Main ne issy Win98 Ki CD se Format bhi kiya tha.
    Ek dafa to main ne puri hdd ko format per bhi lagya tha lakin laptop 30 Hours tak chalta rah lakin us ki formation adhi bhi nahi houi thi.main jab us mey window Xp install karta hoon to woh kuch waqat k batt error de datti hai(Your system Hardware and software problem plz tell your administartor)
    please sir tell me k main kya karon.give me some solution.
    You can also send me E-mail: ..........................
    Last edited by XoOaiL; 12th June 2009 at 03:09 PM. Reason: Email Address Not Allowed

  2. #2
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Pyarey Bahi...

    ap ko yeh bat samjanay se pehlay kuch chezzein asan lafzaon main batana chahun ke ap ki hard disk aik plate hoti hai jis ke oper different sectors hotay hain jin main data store hota hai. Plate ko read karnay ke leye "HEAD" hota hai jo plate se data read krta hai! Ok

    Badsector ka matlab ke hard disk ka particular sector damage ho geya aur us per read ya write nahe ho sakta.

    Jab ksi HardDisk Main physical bad sectors aa jaein to wo remove nahe hotay.

    Hum sirf itna kar saktay hain jo jo bad sectors hain un ko logical khatam krnay ke leye "hum hard disk ke head ko(jo hard disk ki plate se data read karta hai) configure is tarhan se kar detein hain ke wo un sector per gata hi nahe"

    Matlab hum logical is tarhan configuration kar detein hain ke jo harddisk ke badsectors hotay hain wo Head ko is tarhan configure kr detay hain ke wo un sectors ko read hi nahe krta!! Logically aesa karnay se humein error nahe atay ke "BAD SECTOR" "BAD SECTOR", mgr physically BadSector hard disk ke ander rehtay hain !!!

    You need to logically fix your hard disk!

  3. #3
    myarslancool's Avatar
    myarslancool is offline Senior Member+
    Last Online
    4th June 2015 @ 10:53 PM
    Join Date
    12 Jun 2009
    Posts
    973
    Threads
    58
    Credits
    950
    Thanked
    30

    Default

    Atif bahi Kaise main is ko logically Fix kar sakta hoon.

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •