Dear Experts

Main yeh poochna chahta hoon keh download ki gai files ko combine kaisay kartay hain...


for example main nay rapidshare se movie download ki hai jo kay 2 parts main hai.. hum un dono parts ko combine kaisay karain gay....

kiya iss kay liaay koi software use hota hai.

agar iss kay liayay software use hoota hai to please please mujhay iss ka name or downloading link bhi bata dein bari meharbani hoo gi...



App kay jawabaat ka muntazir...