dosto mujy zaroorat hai Tilawat e Quran with urdu tarjma
kya koi bta saqta hai k khaan sy download ho ga
plz help me
dosto mujy zaroorat hai Tilawat e Quran with urdu tarjma
kya koi bta saqta hai k khaan sy download ho ga
plz help me
M Arslan Bhatti
bhai is site ko visit karain aapko Quran k baray main kafi kuch milay ga
http://www.quranonline.net/
Post Reader bhai nay jo bataya, wo bhe theek hai, lekan ap us k sath sath ye website bhe check kar sakty hain....
www.alquranic.com
q k is web main Urdu aur english translation main Quran Majeed ka tarjama mojood hai....
Bookmarks