Asalam-u-Alikum ! Kaisay hain aap sab ?
Mera problem Sound Card ka hai .......... Mera Sound Card detect bhi ho raha hai lakin update nahi hoo raha ........
main nay VIRUS say scan bhi kia hai poora system ........ 3 baar windows bhi kar chuka hoon .......... is k bawajood mera sound card update ya install nahi hoo raha ..... koi mujhay is ka hal bata dain k yeh kes terha hoga ...........
Shukria .....
Bookmarks