Page 4 of 8 FirstFirst 1234567 ... LastLast
Results 37 to 48 of 92

Thread: Kool's Poetry Collection

  1. #37
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Mere dil mein mohabt boht thi"

    Magr phir b usko shikayat boht thi"

    Mera dard khulta bhi kiyoon kisi pr"

    Mujhe muskraane ki aadt boht thi"

    Meri zindgi me wo lamhe bhi aye,

    Teri her kadam pe zarorat bahut the,

    Manane ka mujhe mein hunr nhi tha,

    Par usko roth jane ki adat bahut the.

  2. #38
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Muj se mera kia rishta ha Har aik rishta bhol gia
    kitne aaienay daikhay heni apna chehra bhol gia

    Mujse mera kia rishta ha
    Ab to yeh bhe yaad nhe ha fark tha kitna dono mei
    us ki batein yaad rhein hein us ka lehja bhool gia
    Itnay aaienay daikhay aur apna chehra bhool gia

    Muj se mera kia rishta ha
    Piyasi dharti ke honton per mera naam nhe to kia
    Mei woh badal ka tukra hou jis ko dariya bhool gia
    Itnay aaienay daikhein hein apna chehra bhool gia
    Muj se mera kia rishta ha har aik rishta bhool gia
    Dunia walay kuch bhe kahein Ranay apni majbori ha
    Us ki gali jub yaad aaie ha ghar ka rasta bhool gia
    hou Itnay aaienay daikhein hein apna chehra bhool gia

  3. #39
    Join Date
    11 Mar 2009
    Location
    !@R $h! The /\/@/\/\e Of Po\/\/eR...!
    Posts
    2,422
    Threads
    115
    Thanked
    7

    Default

    Very nice dear...! Me with you...!

  4. #40
    Join Date
    11 Mar 2009
    Location
    !@R $h! The /\/@/\/\e Of Po\/\/eR...!
    Posts
    2,422
    Threads
    115
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    I want to get the permission from you for convert your poetry into urdu if you don't mind...?

  5. #41
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Quote ADNANLIBRA said: View Post
    I want to get the permission from you for convert your poetry into urdu if you don't mind...?
    Why not Dear and also fullfill the requirment of some users........

  6. #42
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Farz karo hum ehl-e-wafa hoon, farz karo dewane hoon
    farz karo ye dono batain jhoti hoon afsane hoon
    farz karo ye ji ki bipta, ji se jorr sunai ho
    farz karo abhi aur ho utni, adhi hum ne chupai ho
    farz karo tumhain khush karne k dhonde hum ne bahane hoon
    farz karo ye nain tumhare such much k mekhanay hoon
    farz karo ye rog ho jhota, jhoti peet hamari ho
    farz karo is peet k rog main saans bhi hum per bhari ho
    far karo ye jog bajog hum ne dhong rachaya ho
    farz karo bus yehi haqiqat baqi sub kuch maya ho
    jogi bhi jo nagar nagar mare mare phirte hoon
    kansa liye bhabot ramaye sub k dware phirte hoon
    shayar bhi jo methi bani bol k man ko harte hoon
    banjare jo oonchay damon ji k sooday karte hoon
    un main heere moti bhi, un main kankar pathar bhi
    un athlay pani bhi, un main gehray saagar bhi
    gori dekh k agay barhna sub ka jhota sucha, hoo

  7. #43
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Itni muddat baad milay ho!
    Kin sochon mien gum phirtay ho?
    Itnay khaif kion rahtay ho?
    Her aahat say darr jatay ho
    Taiz hawaa nay mujh say poocha
    Rait per kia likhtay rahtay ho?
    Kaash koi hum say bhi poochay
    Raat gaye tak kion jagay ho?
    Mien darya say bhi darta hon
    Tum darya say bhi gahray ho
    Kaun si baat hai tum mien aisi
    Itnay achay kion lagtay ho?

    Kaun si baat hai tum mien aisi
    Itnay achay kion lagtay ho?

  8. #44
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Main lafzon se kuch bhi izhar nahi karta
    Iska Matlab ye to nahi ki main tujhe pyar nahi karta


    Tamasha na ban jay meri Mohabbat kahin
    Isliye apne dard ko Aashakar nahi karta


    Par kuch to baat hai teri fitrat me zalim
    Warna tujhe chahne ki Khata baar baar nahi karta

  9. #45
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    kahan aa ke ruknay thay rastay,kahan morr tha bhool ja
    jo mil gaya usay yad rakh jo nahi mila usay bhool ja
    wo tere naseeb ki barishen kisi or chat pe baras gai
    dil-e-bekhabar meri baat sun,,,usay bhool ja
    wo jo bisat-e-jan hi ulat gaya wo jo rastay se palat gaya
    usay roknay se hasool kia,usay mat bula usay bhool ja

  10. #46
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Mohabbat tark kee maine garebaan see liya maine
    Zamaaney ab to khush ho to zeher ye bhi pee liya maine

    Unhe apna nahi sakta magar itna bhi kya kam hai
    Ki kuch muddat haseen khwabon mein kho kar jee liya maine

    Bus ab to daaman-e-dil choor do bekaar umeedo
    Bahut dukh seh liay maine bahut din jee liya maine

  11. #47
    Join Date
    11 Mar 2009
    Location
    !@R $h! The /\/@/\/\e Of Po\/\/eR...!
    Posts
    2,422
    Threads
    115
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Lightbulb ARSH...! The Game of Money...!

    Quote koolsaqi said: View Post
    Why not Dear and also fullfill the requirment of some users........
    Thanks nd Okay...!

  12. #48
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Piar

Page 4 of 8 FirstFirst 1234567 ... LastLast

Similar Threads

  1. My collection poetry
    By ateeq in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 14
    Last Post: 22nd September 2019, 05:09 PM
  2. Best poetry collection
    By Zidi114 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 11th November 2015, 01:44 PM
  3. Kool Saqi's Collection in Urdu By Adnan CH.
    By ChessMaster in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 16
    Last Post: 13th July 2009, 02:04 PM
  4. kool site for Kool user www.koolhere.com
    By Qasir Roonjha in forum General Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 26th June 2007, 10:25 PM
  5. Kool Mobile Related Sites Collection!!! P-1
    By salman810 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 8
    Last Post: 29th May 2007, 10:58 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •