ab mujey samaj nahi aa rahe ha k ma ansoo bahaoo k , khamosh rahoo , aik taraf se jis cheez ko (music ko) bohat bare buraye kaha gya ham usse ko apnaye howe hain aur dosre taraf aik azeem cheez(aurat)jo k maan, behan , beti , aurat ko bohat bara martaba ata farmaya ha , lakin hamare country ma yeh martaba bohat kam ha , mere ALLAH se dua ha k Mujey itne himmat tu ata farma k ma apne mulk apne mazhab k logoon k liye kuch tu kar sakoo AMIN
Bookmarks