bhai jee main apni aik achi bari or khoobsorat website bana raha hoon jiss kay liyay mujhay songs ki zaroorat hai yaani saaray indian songs chahiyay laykin main cd par to saaray songs nahin dhond sakta is liyay main nay soocha kay main net say download karoon ga jab main nay saaray gaanon kay link copy kiyay to yay 4000 banay ab main yay sub aik saath Internet Download manager main copy kaysay karon or agar nahin kar sakta too koi aisi jaga batain jahan say mujhay saaray songs aik hi file main mil jain