Results 1 to 3 of 3

Thread: Quraan ki tilawat ke liye mere madad kijiye?

  1. #1
    nadeemnrsp is offline Junior Member
    Last Online
    19th June 2014 @ 09:46 PM
    Join Date
    02 Mar 2009
    Posts
    23
    Threads
    3
    Credits
    860
    Thanked
    0

    Lightbulb Quraan ki tilawat ke liye mere madad kijiye?

    Sab Muslim sisters & brother ko

    Asalaam o Alaikum

    1. Ap logon se madad chahta hoon koi muslim meri help kar de. Me USA me rehta hoon. Mere Ghar me Quraan Majeed hai lakin us ko parhne me bohat diqat pesh ati he. Kyoon k wo kisi or country ka print kiya hoa he. Me parh nai pata plz ap logon se yeh kehna he kya me Quraan Majeed Online website se parh sakta hoon ya nai? Is me deeni koi problem to nai he. Muje USA me aye hoe thora time hoa he or me kafi arsay se ITDUNYA ka member hoon. To plz koi meri help karay.

    2. Dosri baat ye hai ke kya me apne computer pe azan ka software instal kar ke 5 time ki azan ghar pe hi sun sakta hoon. Kyoon k masjid yahan se bohat door he. Or me abi driving nai kar sakta jab tak mere pass yahan ka valid driving license na ho.

    Plz in kamon k liye meri madad kijiye

    Ap logon ka aik Zarooratmand Bhai

    Nadeem

  2. #2
    focusguy is offline Junior Member
    Last Online
    2nd September 2009 @ 08:11 PM
    Join Date
    01 Jul 2009
    Age
    38
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    833
    Thanked
    0

    Default

    nadeem bhai ap online bi parh sakta han quran aur azan ka software bhi install kar saktay han ap bus namaz continue rakhay ksi b trah sa more help contact me farhan_elahi_85*************

  3. #3
    nadeemnrsp is offline Junior Member
    Last Online
    19th June 2014 @ 09:46 PM
    Join Date
    02 Mar 2009
    Posts
    23
    Threads
    3
    Credits
    860
    Thanked
    0

    Default Shukriya Bhai

    Dear Bhai

    Aslaam o Alaikum

    Aap ka bohat bohat shukriya k ap ne meri mushkil hal kar di. Itni dur watan ki yaad bohat ati he or sab se bari baat k Azan nai ki awaz yahan nai ati to mere nazdeek yehi sab se bara kaam he. K muje nimaz regular parhna he or Azan ki awaz sunai deti rahe. Azan ki awaz jab mere kano me parti he to mera dil machalne lagta he k nimaz ada karon. Azan se bohat sukoon milta he. or ap ne meri sab se bari mushkil dur kar di he.

    Mere pass alfaz nai hain k me ap ka shukriya ada kar sakoon. Sirf muje apni duaon me yaad rakhiye ga.

    Take care and Allah hafiz

    Nadeem

Similar Threads

  1. Quraan ki tilawat ke liye mere madad kijiye?
    By nadeemnrsp in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 27th February 2011, 11:34 AM
  2. Quraan Majeed ki tilawat karyn
    By waseemraza in forum Website Reviews
    Replies: 16
    Last Post: 20th April 2010, 09:07 PM
  3. {khusa Ke Liye Mere Madad Karain Mere Career Ka Sawal Hai.}
    By ghaffarshah in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 13th September 2007, 10:38 PM
  4. Khuda Key Liye Mere Careear Main Mere Madad Karain.
    By ghaffarshah in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 19th August 2007, 08:06 AM
  5. Tilawat-e-Quraan
    By Muslim in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 9th February 2007, 12:19 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •