Aslamualikum!
Aslamualikum!
umda baate kahi hai ap nai
bilkul sehi kaha aap ne zaara jee
beshak maan baap dunya main olaad ke liye Allah pak ka khas tofa hain
aur unki khedmat se hi dunya o akhrat ki bhalai hai ,,
jo log apne waldean ki farmabardari karte hai un ki dunya main main izat hai aur sab se bar kar akhrat main buhat ajar hai
sab se bari baat ,, aur sab se bara ajar jo har koi hasal karne ke liye lakh abadat karta hai wo hai janat ka hasal karna
aur hamare pyare rasool (s a w) ne farmaya hai ke janat aap ki maaon ke kadmon ke neachay hai
is liye agar hum ko janat chahiye to hamian maan baap ki farmabardari karna ho gi isi main hamari dunya aur akhrat ki kamyabi hai
zaara thanks for always nice sharing
Do What is Right, Not What is Easy ...
bilkul thek kaha ap ne, hum sub ko apne parents ki respect karni chahiyai.
kafi sabak aamoz aapBiti hai. nice sharing
Thanks All of You...
Assalamualaikum
Beshak parents ka badal koi bhee nahi ho sakta. bohat aala baat likhi hay aapnay, jari rakhen....
Shukriya
hmmmm
very nice....
Bookmarks