Yar masla yeh he k main jab windows xp karta hon to agar format quick karon to sara kam theek theek ho jata he,laikan jab main simple format karta hon to achi se achi Windows ki cd b file copy nain kar pati error aa jata he.phir Esc press kar k kam chalana parta he.yeh kaya problem he is ka koi hall nikalo experts......i still waiting for your reply.....aur batata chalon k main Windows ki genuine CD,s use karta hon.un main file missing ka to sawal hi paida nain hota......
Bookmarks